Timepass - March 2014

Re: Timepass - March 2014

mujhy ab apny asli roop me ana pary ga :x2:

abhe rat ka 10:25 py call kr k keh rahy hain

Muaziz saarif Good afternoon (is ki urdu nahi ati un ko)
hamary record k mutabiq aap ki broadband ki shikayat 93 theek kar di gaye hy agar ye darust hy to 1 dabaye agar masla barqarar hy to 2 dabaye shukriya :aj:

ab me in k office jaun ge