Timepass - March 2013

Re: Timepass - March 2013

PK toba tek singh ki hai ab bury ko piyari ho gain. ehsan uncle to UK wale hain Lahore ki loadshedding ki waja se nahin aate Lahore. Asif ka headquarter Jhang main hai