Timepass - March 2013

Re: Timepass - March 2013

:cb: kia lag raha hy? meri ami bhe aisy kehti hain jab ghalat time py drama dekho namaz k wkt, ya subhe ya rat dair sy to she says bary tumhary hajj reh gaye hain jo kr ri ho :stuck_out_tongue: