Re: Timepass - March 2013
sawaab e daarai’n Haasil kiyaa hai kiuN k buzurgoN kaa kahnaa hai k aane waale ko salaam karnaa chaahiye aur Haazireen ko jawaab-e-salaam denaa chaahiye. salaam karne kaa jitnaa sawaab hai utnaa hii salaam ke jawaab dene kaa bhii sawaab hai ![]()
vaise, soormaat ke baare meN kiuN nahiiN poochhaa? ![]()