Timepass - June 2013

Re: Timepass - June 2013

kiya:eek:

double roti ka qatal e aam hua hoga phir to:hmmm:

Re: Timepass - June 2013

Quran ka inkaar karne wala mulla :smack:

Re: Timepass - June 2013

aisa bana hai


Restored attachments:

Re: Timepass - June 2013

Aise to boht c baatein hain jo Holy Quran se saabit hain

but log nahi maante

Re: Timepass - June 2013

Oh I see

kha liya??

yeh kaajo kaisa hota hai??/

Re: Timepass - June 2013

nahin abhi sirf biryani khai.. pet bhar gaya.. zarda aur halwa baad main… :yummy:

Kaajoo nahin khaya kabhi aap ne? Packets main bhi milte hain.. address PM karo to bhejta hoon… 4-5 daane

Re: Timepass - June 2013

biryani saath zarda mix nahi kiya:hmmm:

zarda konsa??

:nahi:

aa ha ha 4-5 daane
bhejne ka v mul nahi

Aap ne bhi karna tha election wale din
abhi tak nahi kiya:emmy:

Mera address delivery box k oper se note kijiye ga:bobo:

Re: Timepass - June 2013

4-5 daane chak len.. garmiyon main dry fruit acha nahin hota.

Zarda simple wala bana hai, thode se baddam daal ke

Re: Timepass - June 2013

kiyon
kiya is ki taseer boht garam hoti hai

Haan

isi liye to gamiyon mein ras wala fruit istimaal hota hai

aam,kharbooza,tarbooz,garma etc.

color??
saugi nahi daali kiya
aur giri??

Re: Timepass - June 2013

color zarda..... saugi? giri ke naam pe badaam wagera dal gaye.. aaj dukanen band thin sham talak

Re: Timepass - June 2013

theek

lo ji tuanu saugi ka nahi pata:eek:

saugi= dry grape

ghar walon se puchein sahyed koi pai hove

theek
ghar mein nahi pari thi kiya

Haan suna Maine

Re: Timepass - June 2013

acha, we call it kishmish.. wo bhi dali hai

Re: Timepass - June 2013

Haan

ohi ohi

Urdu mein yehi kehte hain

illaichi??

Aap ek hi dafa jaain kitchen mein

degchi ka dhakan utha k dekh aain
k kiya kiya paya hua hai

aur kiya missing hai

Re: Timepass - June 2013

Ilaichi to meethe chawlon main daali hi hogi.. cheeni, kewRa, chawal sab daale hain

Re: Timepass - June 2013

kya mazay mazay ki khanay peenay ki batein chal rahi hain....

Re: Timepass - June 2013

Shab e Mairaj ke halwe aur Zarde ki baten

Re: Timepass - June 2013

daali hi hogi

isi liye keh raha tha k

ja k ek dafa nazar maar aain degchi mein

kewra??

itna sab kuch daalne k baad ghee/cooking oil daalne ki jaga bhi nahi bachi hogi:hmmm:

chhohara to nahi daala hoga??

Re: Timepass - June 2013

Haan ji

dil behlaya ja raha hai khane ko mehsoos kar k:p

Re: Timepass - June 2013

main ne :hmmm:

Re: Timepass - June 2013

:salam::mudhosh: