Re: Timepass - June 2013
150 rs phir to itna nahi hai
laga nahi kabuli:p
o yeh kahan pe hai
chalein aaj dekhte hain
aaj bhi wohi hoga
pait to Aap ne pehle bhar liya hai
ab agar Aap ko achi baat karen
aur Main kahon “Aap k moonh mein ghee shakar”
to moonh bhi ho gaya na full
ab to shayed fridge ka hi pait bhare