Re: Timepass - June 2013
first episode ka tha naa jab wo shadi se late ata hai ghar or us ki sister apney bachun ko dua kerne ko kehti hai ke mere bachun ki dua se hua hai ![]()
wo scene tu main ney kayeen dafa dehk liya balkey ajj bhi dunu episdoe dobara dekhun gi ![]()
Aunn ka dance HAHAAHHAHAHAHAHAH ![]()
oper se us ke rishtey ka scene wo kehta hai meri tarf se drone hamla kerwa du hahahahahhahahha ![]()