Re: Timepass - June 2013
Aap k sab jawab theek hain
lijiye inaam
ab
mere jawab
theek thaak
Oh I see
.
kharab hone ki fikar nahi
kiyon k Meri cheezein itni kharab nahi hotin
ho bhi gaya to koi gal nahi
.
model waghera lenovo ka
jo Aap k istimaal mein raha/hai
us ka experience
.
range ki koi tension nahi
branded k liye 50k
nib k liye more than 100k
.
requirements mein
main : performance best ho
2ndly windows operating system ho
3rdly heat up issues kam hon
baaqi jo bhi ho chale ga
Restored attachments:
