Re: Timepass - June 2013
blush wali jab kerti tab huti aisa koi scene nahi hai ![]()
is liye topic hi off ker diya ![]()
wese ek baat hai jab bhi pak janey ka kaho tu loog samjhtey hain shadi ke liye jarahey hain aisa kyun hai ![]()
infect humre Saudi neighbor bhi yehi keh rahey they shadi kerney jarahey hu ![]()