Timepass - June 2013

Re: Timepass - June 2013

are nahi

woh to freeha ne bulaya tha Aap ko

Maine to yahan pichle safe pe yaad kiya tha

waise jail bhi kamal ki jaga hoti hai

pur sakoon mahol,muft ki roti

aur agar jail walon se bana k rakho

to aish hi aish

jail apna ghar