Timepass - June 2013

Re: Timepass - June 2013

:wsalam:

woh to Islamabad bhi poncha hua tha ijlaas wale din
tv pe bol riya c

Hum ne Aap ko pukara
Aap aaye hi nahi:naraz:

aur kiya haal ahwaal hai