Re: Timepass - June 2013
wo jo gujjar hain…wo saray producer hain…khudi paisay laga laga kay apnay khaRako’n par films bana rahay hain…Jagga gujjar ki family kay…sahi khaRak usi ka hota tha jab zinda tha..baqi kay ab tu gaye bhensein hi paltay hain…meray purany ghar kay pass rehtay thay…