Timepass - July 2013

Re: Timepass - July 2013


Allah kaa karam hai...aap sunaaiye! kia Haal haiN?

Re: Timepass - July 2013

garmi loadshedding orr kia:bummer:

Re: Timepass - July 2013

to apnaa Haq Shareef biraadaraan se le leN na…un se zabardasti bijli leN! :slight_smile:

Re: Timepass - July 2013

un k pass 440 volt he akser logon ka damagh darust kerty rehty hein,me ne le li to log kharab ho jain gey :smokin:

Re: Timepass - July 2013

aaaaaaaaaaaaawwwwwwwww…vaise, unhoN ne to bijli bohraan se dast bardari kar li…kah diyaa 4 saal tak koi unko tang na kare…shaayad khaa khaa ke ghar baiThe ‘gas’ banaayeNge! :cb:

Re: Timepass - July 2013

:salam: utho jago poetry walo, UK mein suraj apni poori aabo taab say nikla howa hai. :chai:

Re: Timepass - July 2013

Maths achi hai waise un ki

Saare waade akathe kar k 4 saal poore kar diye:D

chalo yeh bhi acha hai

Gas ka bohran khatam Ho jaaye shayed

Re: Timepass - July 2013

Adaab

Koi hai kiya:meeno:

Re: Timepass - July 2013

Hahhahhaha :omg:

mae sari raat jagti hun subha bhi na sunn :bummer:

:cb:

Tu kya kahun baji :omg:

Re: Timepass - July 2013

kiyunke taraveh se lootne ke baad sone ka kam time milta hai

Re: Timepass - July 2013

life1 main aunty ji, culture main aapa jaan, poetry main baji aur cafe main sisso

Re: Timepass - July 2013

anuty g :omg:

culture mae Apaa jaan :rotfl:

ye baji mujhe bikul nahi passand :snooty:

sab pak mae aisi hi boltey hain baji g ye le loo wo le loo baji :mad:

itney bare uncle…or baji :smack:

Re: Timepass - July 2013

aap W-11 main bethiye ga, conductor aap ko khala jaan kahe ga

Re: Timepass - July 2013

app ney kya yaad dila diya :omg::rotfl:

mae n-11 mae bethi thi :stuck_out_tongue:

Re: Timepass - July 2013

tab se Karachi ki transport ka ye haal hai :snooty:

Re: Timepass - July 2013

abhi bahir se arahi hun shopping ker ke…khajorein 20 riyal ki mil raheen hain yahan ek KG :hayaa:

No sale :vivo:

Re: Timepass - July 2013

ithhe rakh :smiley:

Re: Timepass - July 2013

sab pata hai mujhe kya keh rahey hain app :snooty:

wese app ka kahan se agaya :hmmm:

Re: Timepass - July 2013

:confused: so jao bibi, abhi aap ke haan sehri main time hai

Re: Timepass - July 2013

App ka haqq bhaiya g :emmy:

mae nahi suti sari raat jagti hun..yahan koi suta bhi nahi hai :stuck_out_tongue: