Timepass - July 2013

Re: Timepass - July 2013

aap pe konsa kharcha aae ga unka

Re: Timepass - July 2013

Meri waja se Woh

Kam kharch bala nasheen Ho jaain ge:hmmm:

Re: Timepass - July 2013

:salam: na utho, na jago, mun kee :chai:

Re: Timepass - July 2013

:wsalam: hum to kab ke uthe huwe hain. aap late hain aaj

Re: Timepass - July 2013

:wsalam:

Ab is umar mein jaag k bhi kiya karna

Sone dein sab ko

Re: Timepass - July 2013

^^ninno pori kerney ke din hain :hehe:

Re: Timepass - July 2013

:salam:

Re: Timepass - July 2013

walaikum assalam :phati:

abb mujhe kuch mat kahiye ga :stuck_out_tongue:

itney dinu baad ayein hain kesi hain :@:

kese guzer rahey hain rozey :faizy:

Re: Timepass - July 2013

:alhamd:
How r u ?

Re: Timepass - July 2013

:alhamd:theek thaak :slight_smile:

or sunaye yahan arahi hain ya nahi ??

Re: Timepass - July 2013

Tarashh :salam:

How are you ?

Re: Timepass - July 2013

:wsalam:
main theek hon
aap kidhar masroof hain

Re: Timepass - July 2013

ramadhan mai masrof ho jata hai na insan…
Apke rozay kaise ja rahe hain ?

Re: Timepass - July 2013

Allah ka shukar hai boht achay ja rahy hain

itni bhi kya masroofiat k thora sa time bhi na nikala ja saky

Re: Timepass - July 2013

Mausum kaisa hai apki taraf ?

Re: Timepass - July 2013

Ati jati hoon yahan..

Re: Timepass - July 2013

main ne to aap ko kafi talash kia,mujh se to aap ki mulaqat ko kafi din ho gye hain

mausam acha hai barishon ka silsila shuro hai

Re: Timepass - July 2013

suna hai Kashmir main muzahire ho rahe hain

Re: Timepass - July 2013

Timing different hogi…
Humay bhi thori barishain bhej dain…yahan tou garmi aur humidity uroj pe hai :bummer:

Re: Timepass - July 2013

Dunya ka koe kona amn o aman mai hai ?:mad: