Timepass - July 2013

Re: Timepass - July 2013

Humari miss humein nalaiq pandey kehti theen :rotfl:

Re: Timepass - July 2013

banain mere wadya
banain mere tAp de

wadiyan nu puri avay
nikian daay naap de

Re: Timepass - July 2013

hahaha…is daur ke DMD and Khusrau daur ke DMK ek hii shaKhsiyat haiN! :stuck_out_tongue:

Re: Timepass - July 2013

^^ itny purany hoo app:smack:

Re: Timepass - July 2013

maiN to nayaa huN magar merii rooH puraanii hai! so, Amir Khusrau se aapkii kaisii jaan pahchaan thii? :stuck_out_tongue:

Re: Timepass - July 2013

^^ Aap ko pata hona chahiay ....nava tire aur purani tube zyada dair nahen chalti

Re: Timepass - July 2013


lo jii, lagtaa hai u ne koi naii dukaan khol li hai TIRE n TUBES kii...vaise, ham to bail gaaRii par chalne waale log haiN....tire tube kaa hameN kia karnaa hai? :D

Re: Timepass - July 2013

^^ O bhai traktor lay loo....goya nahen karta traktor sakoon rahay ga life may

Re: Timepass - July 2013

Azizia panda :vivo:

Re: Timepass - July 2013

TaraakTar se kaam nahiiN banne kaa…apun to bail gaaRii hii meN safar karne kaa…

seriously, i’ve traveled in Bail GaaRii…have you?** it was a 10 hour long overnight journey to cover 14 miles.** :cb:

Timepass - July 2013

Sab so gaya :faizy:

Re: Timepass - July 2013

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass - July 2013

Woh to attamsh ki hai
"Daastan iman faroshon ki"

Is kitaab k end pe anayat ullah ki books k naam likhe hain

Anayat ullah
"Damishq k qaid khane mein"
Do pulon ki kahani
Main kisi ki beti nahi

Re: Timepass - July 2013

aakhri wala to Pakistani movie ka naam lagta hai. Dulhan ek raat ki :ast:

Re: Timepass - July 2013

Aap ki maloomat ka daaira bara wasih hai :smiley:

Parha hai is ko(Anayat ullah)

Re: Timepass - July 2013

ji padha hai.. ek Inayatullah pereri mureede wali stories bhi likhta tha Sarguzasht Digest main

Re: Timepass - July 2013

Aaj Tak Woh Band Bajay Shaamiyana yaad hai
Khud ko itni dhoom saay sooli charhana yaad hai

Re: Timepass - July 2013

aur mujhe naa-kaam 'aashiq kaa shaamiyaane meN ek kone meN baiThe gaate huye yeh gaanaa yaad aa gayaa:
**
Khush rahe to sadaa, yeh du’aa hai merii!
bewafaa hi sahii, dilrubaa [ex] hai merii!!! **:cb:

Timepass - July 2013

Ohhhhh:hehe:
Aaj Gaane ka Mood Hai :D?
Ham Kaan Band Kar len phir khul ke gaye ga :smiley:

Re: Timepass - July 2013

^Aur jis ka kaam hee gana bajana hai woh kia karay?