Timepass - July 2013

Sab kheriat hy, we planned to go to seaview today with cousins laikn wo log jaldi nikly ni ghar sy or ami ny mana kr dia khabardar sham ho gaye hy koi seaview ni jaye ga,plan change kia foran or PAF museum ka bnaya hum pohanch gaye or ja k pta chala aj wo band hy wahan sy ghar wapas or cousins apny ghar sy nikly he ni.aap ka din kaisa guzra?

:emmy: aisa shughal to PA me lga he rehta hy.aap ny songs sun liye sary? Sab aap k standard k to ni laikn 3 achy hain

Chalo koi bat ni jaisa bhe tha guzar gaya

Re: Timepass - July 2013


aaaaaawwwwwwwww...chaleN, ammii kii baat meN dam hai aur unkii baat sunnaa hii chaahiye...vaise, kal chali jaaiyegaa, kia huaa zaraa intizaar hii to karnbaa paR rahaa hai...

remember: intizaar kaa phal meeThaa hotaa hai! :)

Re: Timepass - July 2013

Baqi din bhi aise he guzrainge :hinna:

Re: Timepass - July 2013

abhi khana kana baqi hai kharayi ghost or rozz bukhari hain or sweet dish mae tu :hayaa:

Wo kun? Chalo jaldi sy apna haal sunao foran :asa:

Re: Timepass - July 2013

Acha sweet dish ke lejiye qishta+whip cream+mix fruit+custard+ice cream:yummy:

Re: Timepass - July 2013

ohh :(

Chalo bahir tou niklay :)

Re: Timepass - July 2013

:no: aap kha lijiye

Ramzan sy pehly plan kr rahy thy ab to eid k bad he kuch plan ban saky ga chalen koi bat ni hota hy aisa bhe khuwari bhe krni chahye.

Re: Timepass - July 2013

:xeno:

Jab jab dard ka baadal chaya
Jab ghum ka saya lehraya
Jab aansoo palkon tak aya

Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai

Duniya mein yunhi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain

Thoda ghum hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekaar hi nam hai

Ghar sy bahar zaroor niklay laikn car sy bahar ni :slight_smile:

Re: Timepass - July 2013

kya hu gaya app ko :hmmm:

Re: Timepass - July 2013

Eid mai mil k ja sakte hain aap sub.

Re: Timepass - July 2013

Kuch nai :hehe:

Re: Timepass - July 2013

Fresh air mil gaye thori se :)

Ye aik din ka haal byan kia hy aap ny? :emmy:

Re: Timepass - July 2013

Kuch tu hua hai kuch khu gaya hai khayaal abb apna zayda rakti hun sochti hun mae kesi lagti hn :e6:

:hehe: karachi me fresh air ni hoti.