Re: Timepass - July 2013
lekin samjh tu humein di gayi hain naa dean or duniya dunu ki… jitna gour o fiker karein gey utna hi taqwa ke qareeb ponchein gey…![]()
or jahan tak rahi baat duniya ki tu us ke liye bhi taleem zarori hai apni manzil tak kese ponchey gey wese asal manzil tu akhirat ki hi duniya mae miley gi …
duniye ki taleem hasil nahi ki tu rishta mae prob hugi ![]()
![]()
phir sab kahein gey gahr mae bethey bethey moty anuty banti jarahi hai ![]()