Re: Timepass-July 2012
English kia hotii hai? u mean firangii? yaa angrejjii? ![]()
Re: Timepass-July 2012
English kia hotii hai? u mean firangii? yaa angrejjii? ![]()
Re: Timepass-July 2012
Nice 2 know that…
Re: Timepass-July 2012
nai bataon gi ![]()
Re: Timepass-July 2012
English kia hotii hai? u mean firangii? yaa angrejjii? :p
Gora sahab ko to jaanty hyna aap?
Re: Timepass-July 2012
tumko ISI ko refer karnaa paRegaa…vo log u se ugalvaa leNge! ![]()
haN, GhoRaa saab ko jaantaa huN! ![]()
Re: Timepass-July 2012
:wsalam:
Chan kithan guzari we raat we :faizy: kidhar the aap?
Re: Timepass-July 2012
Mat poochiye
Aap apna haal sunain???
Re: Timepass-July 2012
Koi jawab nahi deta:x2:
Maybe a new ID is needed:smokin:
My new ID:hmmm:
Re: Timepass-July 2012
main to theek hoon.. magar aap haal na sunane per kiyun ba zid hain? kia chhapa paR gaya tha? ![]()
Re: Timepass-July 2012
:no:
Aap kiyon Meri izzat hawa mein uchal kar
Us per firing kar rahe hain:smokin:
Re: Timepass-July 2012
KKF ki gaRhi urdu ki qasam jo maine kabhi aap ki izzat ka falooda banane ka socha bhi ho ![]()
Re: Timepass-July 2012
![]()
Maine aisa kab kaha k
Aap falooda bana rahe hain:smokin:
Re: Timepass-July 2012
Matlab to yehi tha na? waise kahan ghayab the aap?
Re: Timepass-July 2012
Wahan jahan Hamesha hota hoon:smokin:
Re: Timepass-July 2012
aap ne La-makaan main makaan to rent pe nahin le liya?
Re: Timepass-July 2012
:no:
Makaan Mere apne hain 2 3
Re: Timepass-July 2012
2-3 ![]()
way jageerdara way… ![]()
Re: Timepass-July 2012
Muqa bhai, Yeh Sannan aaj kal kaun say burqay main ghoom phir raha hai? ![]()
Re: Timepass-July 2012
Kiyon 2 se ziada makaan hona koi gunah hai
aur 2 3 plot hoon to kiya bura hai???![]()