Re: Timepass-July 2012
Kitni bar kaha hai yahan
karna mana hai ![]()
Re: Timepass-July 2012
Kitni bar kaha hai yahan
karna mana hai ![]()
Re: Timepass-July 2012
![]()
Khair mubarak
Re: Timepass-July 2012
Kese hain ap aur ramzan kesa guzar raha hai ![]()
Re: Timepass-July 2012
Asif N Inno…kaise haiN aap donoN?
Asif, abhii tak to sharaafat se kama liyaa na?
aap janaab se baat kii hai na? ![]()
Re: Timepass-July 2012
Alhudulillah ap sunayen ![]()
Re: Timepass-July 2012
![]()
Ji
Aap ko kaise ilm hua???
Re: Timepass-July 2012
kia sunaauuN? Thmrii, Daadra? qawaali? ![]()
Re: Timepass-July 2012
in sb mein se kuch bhi nai :-p
Re: Timepass-July 2012
in sb mein se kuch bhi nai :-p
to? u tello! roza kaisa jaaying? :)
Re: Timepass-July 2012
Loh jee parwatey sawarnay walon kee kamme thee. ![]()
Re: Timepass-July 2012
music mein kuch bhi sun’ne ka mood nai filhal ![]()
roza koan sa? jo guzar gaya ya jo aana hai ![]()
Allah ka shukar hai achay guzar rahy hain roze
Re: Timepass-July 2012
jee jee bilkul kami thi isi liye to ai hon ![]()
Re: Timepass-July 2012
Mujhey patta hai kiss cheez kee kamee hogee. ![]()
Re: Timepass-July 2012
EB ap ka wallet kahan hai? ![]()
Re: Timepass-July 2012
Mujhey patta tha, mera wallet gum ho gaya hai. ![]()
Re: Timepass-July 2012
agr main ap ko ap ka wallet dhond don to us mein se mujy kia mily ga?
Re: Timepass-July 2012
chalo to Theek hai…roza roz hii hotaa hai aajkal to date de kar poochhnaa chaahiye …hehe!
good k roze achchhe jaa rahe haiN. mA
aajkal to raat bhar kahane peeene kaa daur chaltaa hogaa na? ![]()
Re: Timepass-July 2012
aajkal to raat bhar kahane peeene kaa daur chaltaa hogaa na? :D
nai to :D bas aftari dinner aur sehri :p
Re: Timepass-July 2012
Hum chalte hain
Allah Hafiz
Restored attachments:

Re: Timepass-July 2012
bas? hmmm ![]()
are baba, khaao piyo Theek se…seHat ke liye! ![]()