Re: Timepass-July 2012
nahiiN janaab!
maiN vo shaam e sard kaa huN dhuaaN jo fazaa meN paauuuN jamaa chuke!
none! maiN to roze rakh hii nahiiN paa rahaa pichhle 5 saaloN se...du'aa kijiiyegaa k Allah mujhe mo'aaf farmaaye aur merii Haalat bahtar kare taa k roze rakh sakuuN...aameen
Aameen.. Allah aap ko sehat aur tofeeq de
jiia
July 22, 2012, 11:16am
2862
Re: Timepass-July 2012
kia roze ka esa asar bhi hota hy:disgust:
Asif971
July 22, 2012, 11:16am
2863
Re: Timepass-July 2012
Chalo khazan ko aane dijiye:omg:
jiia
July 22, 2012, 11:18am
2865
Re: Timepass-July 2012
Kiya hua???
u ko kia hua
kuch der pehly acha bhala tha bechara
Re: Timepass-July 2012
baqol shayar:
Tum itna jo muskra rahe ho
kia gham hai jis ko chupa rahe ho
jiia
July 22, 2012, 11:21am
2867
Re: Timepass-July 2012
ye to daant phar rhy hein
jiia
July 22, 2012, 11:24am
2869
Re: Timepass-July 2012
MUQAWEE@
mujy abhi aamad hone ki koshish ho rahi hy
AATI HUN SHORAE GUP SHUP MI JA K
direct aamad
Re: Timepass-July 2012
Daro mat logon
Hum theek hain:omg:
dil main haul uth rahe hain.. ajeeb ajeeb khayal aa rahe hain ke pata nahin larke ko kia huwa
Re: Timepass-July 2012
wah wah roze main aamad.. koi pak takhleeq hogi
jiia
July 22, 2012, 11:30am
2874
Re: Timepass-July 2012
yunhi samj lein sehri mi BALAA/iqbal DUD DAHI WALA bohat yad aya aj
KKF
July 22, 2012, 11:32am
2875
Re: Timepass-July 2012
hmmm… btw, meraa rozaa na rakh paanaa 'adam-taufeeqii nahiiN hai bal k maiN diabetes kii vajah se roze rakhne se qaasir huN…sochaa bataa duuN varna na jaane kia kia gumaaN guzre!
Re: Timepass-July 2012
Hum kuch bhi aisa waisa nahin samjhe.. tabhi to aap ko sehat ki dua di
Asif971
July 22, 2012, 11:36am
2878
Re: Timepass-July 2012
Hamara tissue paper box khatam ho gaya:omg:
KKF
July 22, 2012, 11:37am
2879
Re: Timepass-July 2012
Hum kuch bhi aisa waisa nahin samjhe.. tabhi to aap ko sehat ki dua di
shukria, navaazish, karam! :)
Are miyan sharmao mat
lo ji, kia muNh dikhaaii aise hii mil jaatii hai...naamah Dheela karo, bas! :)
Asif971
July 22, 2012, 11:39am
2880
Re: Timepass-July 2012
shukria, navaazish, karam! :)
lo ji, kia muNh dikhaaii aise hii mil jaatii hai...naamah Dheela karo, bas! :)
Naamah = paison ki potli
ya jaib