Re: Timepass-July 2012
He is recovering. dua karen
Re: Timepass-July 2012
He is recovering. dua karen
Re: Timepass-July 2012
kiyun aap ko ishq ho gaya hai.. jo dunia choR denge.....
logon ne kaha Paro ko choR do, PaRo ne kaha sharab choR do, ab koi kahe ga duniya choR do
I mean Pakistan.
Re: Timepass-July 2012
Chacha ji aap un ka aanjaam choriye
Apna haal sunaiye:@:
ham apnaa Haal bayaan kareN? aapke paas kitnaa waqt hai? zindagii waalaa waqt nahiiN...faaraaGhat ke liye kitnaa waqt hai? :D
Re: Timepass-July 2012
ham apnaa Haal bayaan kareN? aapke paas kitnaa waqt hai? zindagii waalaa waqt nahiiN...faaraaGhat ke liye kitnaa waqt hai? :D
Aji doston k liye farigh hi farigh hoon
Waqt thora hai Mere paas aur kaam ziada
Re: Timepass-July 2012
Aji doston k liye farigh hi farigh hoon
Waqt thora hai Mere paas aur kaam ziada
to phir, pahle kaam nimTaa leN to maiN phir apnii daastaan-e-laa_mutanaahii kaa aaGhaaz-e-Khair karuuN! :)
Re: Timepass-July 2012
to phir, pahle kaam nimTaa leN to maiN phir apnii daastaan-e-laa_mutanaahii kaa aaGhaaz-e-Khair karuuN! :)
Abhi 10 minute mei aata hoon
Aap shuroo kahan karen ge
yahan
ya
chat mein???
Re: Timepass-July 2012
Abhi 10 minute mei aata hoon
Aap shuroo kahan karen ge
yahan
ya
chat mein???
job par huN...chat nahiiN kar saktaa :D
Re: Timepass-July 2012
job par huN...chat nahiiN kar saktaa :D
Oh I see
Aap plants ko kiya karte hain???
Re: Timepass-July 2012
Chacha e urdu kaam kar rahe hain
aur baqi kahan hain???
Re: Timepass-July 2012
Baqi Allah ka naam lay rahay hain... lol @ chacha-e-urdu!
Re: Timepass-July 2012
Itne log musebat mein hain:eek:
Re: Timepass-July 2012
mutlub?
Re: Timepass-July 2012
… welcome Fara…kaisi haiN? ab to aapkaa aanaa jaanaa baRaa kam kam hotaa hai yahaN! koii Khaas mashGhooliyaat paidaa ho gaii haiN kia? ![]()
Re: Timepass-July 2012
De facto
Log ziada tar musebat mein Allah ka naam lete hain
Re: Timepass-July 2012
De facto
Log ziada tar musebat mein Allah ka naam lete hain
aur, jab kaam nikal jaataa hai to phir usii Khudaa ko bhool bhii jaate haiN...kitnii short memory hotii hai aise logoN kii!...ek she'r suniye:
**
"Zafar!", aadmii usko na janaiyegaa k vo ho kaisaa hii saaHib-e-fehm_o_zakaa
jise ai'sh meN yaad-e-Khudaa na rahii, jise tai'sh meN Khauf-e-Khudaa na rahaa!**
ai'sh o tai'sh...LOVELY usage! :)
Re: Timepass-July 2012
aur, jab kaam nikal jaataa hai to phir usii Khudaa ko bhool bhii jaate haiN...kitnii short memory hotii hai aise logoN kii!...ek she'r suniye: ** "Zafar!", aadmii usko na janaiyegaa k vo ho kaisaa hii saaHib-e-fehm_o_zakaa jise ai'sh meN yaad-e-Khudaa na rahii, jise tai'sh meN Khauf-e-Khudaa na rahaa!**
ai'sh o tai'sh...LOVELY usage! :)
Nice shair
Re: Timepass-July 2012
De facto
Log ziada tar musebat mein Allah ka naam lete hain
Not necessary!
Re: Timepass-July 2012
Nice shair
thank you for LIKE-ing as well! :)
Re: Timepass-July 2012
Hahaa i wish, just busy with life. Aap sunaiyain how goes it?
Re: Timepass-July 2012
thank you for LIKE-ing as well! :)
No problem