Timepass-July 2012

Re: Timepass-July 2012

Kahan hain sab sharabi???

Chale aao maikhana khula hai


Restored attachments:

Re: Timepass-July 2012

:crying:

Re: Timepass-July 2012

Dekho kon aaya:eek:

Re: Timepass-July 2012

:crying: :crying:

Re: Timepass-July 2012

Kush amdid :crying:

Re: Timepass-July 2012

^ ro-uune logoN ko kiuN Khush-aamded? you are too nice! :cb:

Re: Timepass-July 2012

Cacha e urdu kaise hain???

Re: Timepass-July 2012

shukriya kkf uncle kiyon jal bhuhn rahay hain :crying:

Re: Timepass-July 2012

Un ko ice cream chahiye

Re: Timepass-July 2012

ab to chachaa ke paas kuchh nahiiN bachaa! :smiley:

jaal BUN [knit] nahiiN rahaa…tum to jaal bhoonne [roast] ko kah rahii ho! :cb:

Re: Timepass-July 2012

Udaas logon se pyar karna koi to seekhe
safaid lamhon main rung bharna koi to seekhe

Re: Timepass-July 2012

unko urdu dictionary chahiye hai :crying:

Re: Timepass-July 2012

khud ko yahoooo urdu word ka pata nai tha aur batein karte hain :barbie:

Re: Timepass-July 2012

waise KKF uss hyderabadi ghazal ka shayar kon nikla? :faizy:

Re: Timepass-July 2012


meraa to kahnaa hai k ek hii jhaTke meN:

dars-e-parvaaz hai har rang jo tasveer meN hai! :(

Re: Timepass-July 2012

Main kuch nahi mang raha:crying:

Waise kiya hua???

Re: Timepass-July 2012

ab ‘AAP’ kahte haiN to maan lete haiN magar tafteesh jaarii hai lol…j/k! koii aur kahtaa to an maantaa! aapkii baatoN par aamanna wa saddaqnaa! :smiley:

Re: Timepass-July 2012

aap puri tarah se tasdeeq o tafteesh kar len… yun summum bukumum umyun hona theek nahin :hehe:

Re: Timepass-July 2012

sab kuchh luTaa ke hosh men aaye to kia huaa?

‘KKF’ ke deen o mazhab ko kia poochhte ho, unne to
qashaqa kahiNchaa, dai’r meN baiThaa, kab kaa tark-e-Timepass kiyaa! :smiley:

Re: Timepass-July 2012

hahaha…ab iske 'ilaava chaarah bhii kia hai! vaise, sach bataayeN kia aapne kabhii Faiz kaa deevaan paRhaa aur kia us meN aapko yeh Ghazal nazar aayii? is baar Taaliyegaa nahiiN…jawaab dijiiyegaa :slight_smile: