Timepass-July 2012

Re: Timepass-July 2012

nahi :nono: uncle ka kehna hai Pepsi ki waja se unki tabiyat kharab hui hai

Re: Timepass-July 2012

barhapay mai jawanoo wale shauk pale gay to bimar tou ho gay hi nah .. :hinna:

Re: Timepass-July 2012

:salam:

Badqismati se Main zinda wapis aa gaya :omg:


Restored attachments:

Re: Timepass-July 2012

kis ki badqismati ka matam ho raha hai?

Re: Timepass-July 2012

Aap logon ki:smokin:

Re: Timepass-July 2012

hamen to aadat hogai hai aise fitno ki :omg:

Re: Timepass-July 2012

Fitna yeni Hamari batein

Hamari batein yeni fitna:smokin::omg:

Re: Timepass-July 2012

aap hans kiyun rahe hain? :hmmm:

Tum itna jo muskura rahe ho :hehe:
Kia gham hai jis ko chhupa rahe ho :faizy:

Re: Timepass-July 2012

Bas aise hi

Main hans mukh aadmi hoon:barbie:

JUst joking

Re: Timepass-July 2012

Iss main joke konsa tha?

Re: Timepass-July 2012

K Main hans mukh hoon:omg:

Re: Timepass-July 2012

tu asal main aap sanjeeda ho

Re: Timepass-July 2012

Ji

Main aisa hi hoon :smokin:

Re: Timepass-July 2012

kiyun aap ko chhoti si umar main aisa konsa rog laga jisn eaap ko sanjeeda o ranjeeda bana dala?

Re: Timepass-July 2012

Main paidaishi aisa hoon

Muskrata bhi fursat se hoon

Re: Timepass-July 2012

You lazy boy.. use iodine mila namak :snooty:

Re: Timepass-July 2012

Sanjeeda logon ko lazy boy kehte hain???

Aap iodine mila namak sale karte hain???:barbie:

Re: Timepass-July 2012

sanjeeda aur slow motion main jo farq hai usko iodine mile namak se khatam kia ja sakta hai… aisa iodine walon ka ad hai

Re: Timepass-July 2012

:yawn: :wave:

Re: Timepass-July 2012

kia huaa bhai? innii boriyat? lego kahan hai aapkaa? :smiley: