Re: Timepass-July 2012
Tasleemmat uncle
Aap ki masjid se chapal chori hone ka sun kar dil boht afsurda huwa… hum aap ke gham main barabar ke sharrek hain.. lekin iss moqe per koi ash’aar nahin pesh kar sakte.. iss liye mazrat khwah hain.
Khair Andesh
GS Admin