Timepass-July 2012

Re: Timepass-July 2012

are bhai, merii qismat aisii phooTii huii hai k ab to Jalebii Bai bhii Khowaab-e-laa_Haasil lagtii hai! :slight_smile:

nai baba, Munnii to bahot badnaam hai…tum bhii banaam ho jaaoge uske chakkar meN moHalle meN :cb:

aate jaate huye yeh sab pe nazar rakhte haiN
naam Asif hai inkaa, sab kii Khabar rakhte haiN!

baat to inkii pakkii hai! :slight_smile: