Re: ► Timepass ◄► Jashn-E-Azadi ◄
hamein kya kerna chahiyey ?? chowk me baith ke tind kerwa lein ?? ![]()
bas aik kaam karein to sab theek, sabko apna bhai samjhein, phir kisi se bhi ziadti ka khayal nahi aayega… but hamare gande zehan ye accept kerne ke liye tayaar hi nahi… ![]()