Re: ► Timepass ◄► Jashn-E-Azadi ◄
mujhe apnii chaal bhii nahiiN gaNwaanii…is liye! ![]()
ab subHo 7 baje kaun aHmaq apnii neend Kharaab kar ke jhanDa lahraaygaa? isse bahtar hai k banda ek ghanTa mazeed Khaab-e-Khargosh ke maze looT le! ![]()
**
kis kis ko yaad kijiiye, kis kis ko roiye
aaraam baRii cheez hai, muNh Dhak ke soiye**