► Timepass ◄► Jashn-E-Azadi ◄

Re: ► Timepass ◄► Jashn-E-Azadi ◄

welcome.

Faarsii aur Urdu kaa choli daaman kaa saath hai…maazii ke kam o besh sabhii sho’araa Faarsii jaante the aur vo Faarsii meN kalaam bhii kahaa karte the. Ghalib kaa kahnaa hai k unkaa Faarsii kaa kalaam Urdu kalaam se kahiiN bahtar hai.

mere vaalid marHoom bhii Urdu aur Faarsii meN she’r kahaa karte the. :slight_smile: