► Timepass ◄► Jashn-E-Azadi ◄

Re: ► Timepass ◄► Jashn-E-Azadi ◄

bas, Allah ka karam hai…davaayeN khaane aur sone meN hii saaraa waqt nikal jaataa hai. :cb:

haN haN, pataa hai…maiN saal ke chheh mahine din raat sotaa huN aur phir baaqii ke 6 mahine khaataa peetaa huN taa k mere oopar Khoob “charbhii chaRh” jaaye. :smiley: