Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

khawamakhah main Doctors ki income baRhae ga

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

@Howzat 5 rupe wala panda tissue pack kitne ka mila?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

This thread has made my day :omg: classic obervation :hehe:

http://www.paklinks.com/gs/general/174533-kammi-or-ghatiya-log.html

I know it’s an insulting term but I use it religiously, well almost.

Like, last Friday we had this social mini gathering and there was another desi sitting next to me, drinking tea. I’ve never understood why desis have to drink burning hot liquid if they can’t handle it. This guy was taking one sip with this hideous loud noise shrrruuuuuup followed by aaaahhhhhhh haaaaaaaaaaa, and with each sip I was galofying him in punjabi, while thinking kya kammi insaan hai. Now that is a nice use of the term. Worse is, when I have to use it for bigger offenses. (Though I can hardly think of a bigger crime than not respecting basic table manners!)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

to theek hai

kahin koi tohfa hi maar laana

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Gul Ahmed pe sale lagi hai. ache kurte mil rahe hain.. aap medium pehnte ho ke large?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

to kiya hai

kisi ka bhala ho jaaye to

kisi daaktar bichaare k ghar waale pizza le k kha lein to kiya harj hai

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

maiN Nay Yah Walla Rakha Hay La Kar :emmy: Jumbo Size

http://i.kinja-img.com/gawker-media/image/upload/s--LWl0V6EF--/18ix9ffao4b57jpg.jpg

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Aap v yehi kar lo

ho sakta hai chaai ka nasha charh jaaye aur ghussa thanda ho jaaye

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

yeh to pichhle birthday ka ho gaya

ab agli baat ho jaaye:wink:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

balle ni teri jumbo… collection

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

to bata to sahi.. medium or large?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Lock maiN Rakha Hay iss Ko Watter bottles Kay Sath :smack: Yeh Din Bhai Daikhnay thay

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Fruit Kha Laita HooN Shayad Bhok Key Wajah Say Yeh Haal Hogia Hay :bummer:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

kitna acha office hai. fruit bhi provide karta hai staff ko

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

chunri baabu

Humka nahi maloom

medium large kiya hove hai

Hum to darzi se silva k pehnta hoon

koi inch batao to kuch bane

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

MaiN Taimam Ka Tareeq Mosque maiN Laga Daita Hoon Balkah Wazu Walli Jagah Takh Shayad Sharm Aa jay Inn logooN KO

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

apni koi qamees / kurte ki pic post karo. ya ready made garments shop jao aur wahan size check kar ke batao.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Khud Lar Kar Rakhay HaiN Aor Refrigerator Ko Lock Lagar Kar RAkhta hooN :emmy:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

life1 main ik aunty ka suna tha jo mehmaan aate hi nimco kursi ke neeche chhupa leti hai. aap ki guru hai?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Jub Khanay Kay Laalay Paray HooN To Aisa He Hota Hay :emmy: Paani Aab-e-Zam Zam Key Tarah Use Kartay HaiN