Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Pijj ga’ee paseenay vich raishmi qameez ve …

https://www.youtube.com/watch?v=HcHmr_hifVQ

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

pare hat. lux se naha ke rexona ka deodarant maar ke aa. phir :hug:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Aap ka ye patang baaz sajna celebrates basant. :chai:

Bo kaaTaaaa !!! Haaaa…

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

iss umr main haddi na uRwa liyo… warna @jasos ke hakeem sahib ko zehmat dena paRe gi

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

http://media.santabanta.com/images/picsms/2014/sms-6242.jpg

PA walon ke liya paigham
@Ali_Syed :hehe:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Zara aaraam se:

Sheeshay ka badan mairaaa
Kaheen, TooT na jaa’e taRak kar kay

AngRaa’eeeeeeeeeeeee

AngRa’ee bhi loon to, Darr Darr ke

Kaheen

Toot na jaa’e taRak kar kay

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

reading time :wave:

aaj V S Naipaul se 2-2 hath kar loon… Saturday ko ye book wapis kar ke koi sahi wali book laonga. He is boring :yawn:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

PaRh kay vaapis ? Vah bhai bohut chaalaak ho.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

old book shop. asal se aadhi qeemat main lao. paRh lo, collection main na rakhna chaho to 50% price tak koi bhi book le lo.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Overtime at work ?:hmmm:

Is it tevhar or tehvar ?

Smart shop.
A hybrid of a bookstore and a library.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Tehvaar.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

And its an Urdu word or a Hindi word ?

I think Hindi main issay Teohaar kehtay hain.

Ab Paksitani TV par bhi kabhi kabhi yehi version sunnay ko milta hai.

Indian TV/movies ki vajah say ka'ee Hindi words, Pakistaniyon kay munh par chaRh ga'e hain.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Hmm...

نیت صاف منزل آسان – ایکسپریس اردو](http://www.express.pk/story/322113/)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Glorified mujra, Baaliwood syndrome ya masoom entertainment.

Koi hum ko batlaa’e keh hum batlaa’en kiya. :konfused: