Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

na mumkin hy kia…?:5:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:hmmm:…aysa hona tha kia…?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:waves:
:salam:
Kissey mulaqat krne aye hain?:5:

:wsalam:

:alhamd: Malik ka ehsan hy…
ji mulaqaat k liya hi aaya hon…per aysa mumkin nhi lag raha:(

Aap kysi hyn…?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:alhamd: late aye hain …baqi sab gaye :frowning:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

acha…:frowning:
to phr mein bhi jaata hon…

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Itni jaldi kya hai:emmy:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Aap ny bhi to khanay ka pocha nhi…:stuck_out_tongue:
koi tea…etc

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:nahi:

Humein ne yeh khaalis Aap k dukh mein kaha hai

Apni to ho hi jaaye gi kal parson

fikar to teri hai munna

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Haan

mulk toRne waali saazishein kaamyaab ho sakti hain

to rishta joRne waali saazishein kiiyon nahi??

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Sab doston khasoosan
@ehsan @muqawwee123 @jiia @LP @PK(punjabi kuri)

ko @arain_munda ka salaam

qubool kijiye

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

wo kahan hai? kiya aalam e arvah se message bhijwaya hai?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

office mein

overloaded

:nahi:

Hum usko shaadi ka niota dene gaye thay to us ne khairiyat daryaaft ki sab ki
aur salaam bheja

kehta tha k jald wapis laute ga

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

kiski shadi?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Munne k abba ki shaadi:sid:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:

Aaj CM saahib uthe huye hain

log so rahe

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam:

Laga hay 1000 Posts Kay Liye Mujhay He Kuch Karna Paray Ga :hmmm: