Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:

ki faaida??

petrol te milda nahi piya

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

pehli to kar le pehle

doosri ke liye aksar oqat poori umr himmat nahin hoti. bhali @ehsan uncle se pooch lo

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

paidal chalein, exercise bhi hogee. :emmy:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Hum toh sari umar doosri kay liye himmat bandhtey rahey lekin himmat nahin bandhee. :nahi:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

yehi to Hum bhi use kahe thay

k pehle shaadi kar lo
dekh bhaal lo

aisa na ho k 2sri manzil se chhalang lagani paR jaaye:bummer:

exactly

kuch kharche se darr jaate hain
kuch bv se darr jaate hain

aur kam hi qismat aazmaane nikal parte hain
aur fir bhi oondhe moonh gir parte hain

khair abhi bhi waqt gaya nahin. jab IK kar sata hai to aap to masaAllah hoshmand, sehatmand ho. :hbk:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

paidal chalte chalte kahin aqal se hi paidal na ho jaain:bummer:

woh to Pump pe jaa k mukka maari kar k bhi ho sakti hai:sadiyah:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

mein “dirtiest” politician nahin. :hehe:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

exactly

aise kaam k liye ghighi to bandh sakti hai himmat nahi:D

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:eek: pas to ye sabit huwa: doosri shadi ke liye himmat ki nahin, political will ki zaroorat hoti hai :stuck_out_tongue:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

twano wadda tajarab ae masi barkatay!

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:nahi:

Apna to muft mein naam badnaam hai

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

baby badnaam huwa bhagbhari tere liye.

waise aap ki taraf abhi bhi Bhagbhari naam paya jata hai

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

bakhtbhari to sun rakha hai
bhaagbhari bhi hoga

Aap ne bataya nahi
kis mahine aur konse din hai Aapka shub vivah??

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

abhi saal ka pata hai, shubh ghai ka mahoorat nikle ga to bata denge

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

mangni waghera??

shukriya

magar Hum jaan k kiya karen ge

Aap yeh bataao

k tohfa lena hai k dena hai:wink:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

hum koi ghair sharai mangni nahin karenge. direct nikah.

aap duaen de yehi boht hai

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

are ustaad

mangni mein angothi hi pehnaani hai
kono haath pakar k saath chimmat thori jaana hai bijli k pole k muwafiq:faizy:

woh to Hum dein ge hi

chalo lena nahi

dene waala kaam bhi nahi :eek:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

duaen le duaen de. baqi sab fani hai