Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

sab bata doon, hath per katwa loon :sannan:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

aap ne Cnvas forum main Lawn ke prints dekhe?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam:

Good Evening :smiley:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:

aap ki raat ki duty hai aajkal?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

KeoN Dukh Pharoltay HaiN Aap :frowning:

Wohi Ronna 2 Vehicles Hain Aik Ka Pass NaheeN Hay Dosri Kia Kia kaam Karay :bummer:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Yeh wala shair to KKF kay liye hai… tessray misray main naam bhi likha howa hia…

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

https://fbcdn-sphotos-f-a.akamaihd.net/hphotos-ak-xpa1/v/t1.0-9/10917031_789240697823789_1658517289190908658_n.jpg?oh=94ddb207b944abcc079fba8ddced26d6&oe=553442AF&__gda__=1429493527_ae2d89d7f85dba1730988c7fd500d91f

@desert_bird

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Is she ‘my feudal lord’ wali aunty?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

^ G

colorpop kiya hota hai?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Mojhay nahi pata...

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

http://thumbs.dreamstime.com/t/colorful-lizards-peeking-rock-5103184.jpg

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

google say pata chalta hia.. makeup shades ki company ka naam hai...

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:omg:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

BTW, Canvas wale thread main khwateen ne sharing kiyun nahin ki. halanke TS ne apne aap k kapRo ko chikaliyon aur sanpon ke pattern se match kar ke dikhaya

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

har koi @TS ki tarah liberal thori hota hia… :snooty:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

kiyon??

Kono Qasaai ki betiya pasand aa gai kiya:hmmm:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam:

SardiaN Kaisi Guzr Rahi HaiN :chai:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam:

jaisi pehle guzarti hain

matak matak k

Tussi sunaao

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Really! MaiN Nay Suna Hay Batti Band, Gas Band Aor Aaj to Suna Hay Petrol Bhi Band :smack: