Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

^ shaadi k geet lolzz...woh bhi nahi atay ........

mainy do din pehlay custured gajraila banaya tha Rafhan ki recep book say acha ba gaya thaa..is k ilawa gajjar ka kuch nahi banaya kabhi

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

mix sabzi main gahar use nahin kartin aap?

gajar ka achar?

gajar ka halwa?

aur nahin to salad main hi use kar sakte hain.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

achar ready made ata hay

halwa mai shooq say nahi khatee..

salad main bhi use nahi kertee

haan chinese rice or pasta or soup waghera main dal laytay hain

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

actually asal serdee to yeh hay jo hum khi walay bus sooch he saktay hain

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

soup bhi to knorr ka mil jata hai? aap konsa banati hain? Hot and Sour?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

hot and sour bhi or knorr k bhi ...waysay app ko bhook lag rahee hai kia : S

@hybridkamal

Welcome walon ne sale lagai hai till 31st January. do check them.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

^

Haan :snooty:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam:

kya haal hain saab k…:biggthumb:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:wsalam: aap snaiye. kaisi guzar rahi hai?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Alhamdulillah, saab theek ha. Bas Duwa ha k saab theek he rahey, Inshallah.

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam: utho jago poetry walo. :chai:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

:salam:

MaiN Abhi Abhi So Kar Utha HooN :yawn:

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

okkk. well i bought nau lakhi kothi from welcome a week ago…

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

kitna discount dia?

waise boht manhoos hain 'Hasan ki surat e haal' pe 20% discount dia jab maine office boy ko bheja. halanke phone pe 40% ka kaha tha

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

wo'Yusuf Sukhan Shanas' kaisi book hai? topic kiya hai?

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

500 ki di, original pirce 700 hai but kaafi collection nazar aaya uss din tou time nahin thaa so bas aik hi book li, ab jaauN gaa kuch diNoN main fursat say....

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

kam sukhan yousuf, abhi haath nain daala, turkish adab kaa shoq chaRha hua hai aaj kal, welcome par almost sab hi books theIn uss din jumhoori publications ki… waisay yahaN summary hai…

Jumhoori Publications - Literature

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

maine to kafi books le li thi Jumhoori walon ke sufi festival se 50% discount per. Welcome wale bhi 50% discount de rahe hain abhi

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Kaisa diya re… :omg: