Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)
DosrooN Bay Ghairat Kah lo Ya dheet BandooN Ka jo chup baithay HaiN
Sirf aapus MaiN lartay martay haiN leekan Management Kay Agey Peeshab Key Jhaag key Tarah Baith Jatay haiN
Aab maiN Nay apnay Aap say promise Kia hay kuch nah Bolnay ka ![]()
Chai maiN NaheeN Peeta Hoon Leekain Last time lar jhagar ka milk Aaya Aor sub Ko Chai mila Shuru ho Gai leekan Aab NaheeN Bhaar MaiN Jaaien Sub Mainay Nay Apna water khareed Kar Rakh Lia hay aor Tissue Bhi ![]()