Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

MaiN Nay Sub DushmaniyaN Khatam Kar DeeN Aor Nayye Saal maiN Ghussa NaheeN Karna Hay LeekiN Kia KarooN LoogoN Ka Jo Majbor Kar Daitay HaiN :frowning:

tamanaiN :hmmm: waisay Tamana Naam Kay Kissi Bhi Shakhsiat Say Aaj Tuk Milnay ka Ittefaq Naheen Howa Hay Mujhay :hmmm: