Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Re: Timepass January 2015 (Naya Saal, Purani Dua)

Jo keh raha hoon sach keh raha hun
Keh tairay bina jeena, dushvaar hai.

BaiRa Gharaq

Vaisay pata nahi ye kiss kiss say yehi kehta phirta hay.

Aisay logon to angriazi may aik bohut bura lafz kehtay hain.