Timepass-Jan 2013

Re: Timepass-Jan 2013

mai zara cafe mai masroof tha :@:

kaya daikh lain :hoonh:
kyo daikh lain :hoonh:
kab daikh lain :hoonh:
kaya daikhna itna zaroori hay :hoonh:
kaya daikhne se banda parh sakta hay ya parhne se daikh sakta hay :hoonh:

Re: Timepass-Jan 2013

aj phir ho jaye ;)

Re: Timepass-Jan 2013

ji kafi had tak
wese ateeb hamein itna tang nai karta
agr wo raat ko 9-10 baje so jaiye tu 2-3 baje uthta hay ar pir 1-2 hours tak so jata hay
agr 11 baje k baad soye tu 4-5 tak uthta hay ar 2 hours tak pir so jata hay :@: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

:slight_smile:
missing him
he is in hometown from last weekend . . .

Re: Timepass-Jan 2013

nai howe
coz aap and aap ki pori team bohat hi sust ho gai hay :@: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

1 saal pehle ki posts nikal loon search kar k :hmmm:

Re: Timepass-Jan 2013

nai us din b Muqa bhai ne reply karna hi chorh diya tha jab tak mai online raha tha :sid: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

Jub team mein JP jaisay log hongey toh yehi hoga. :nahi:

Re: Timepass-Jan 2013

ab ye JP kon hay :crying: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

phir ap mujhy matt kahiye ga k post karo :frowning:

Re: Timepass-Jan 2013

aap se zabardasti post karwai jati hain :eek: :eek: :eek: :crying:

Re: Timepass-Jan 2013

Yeh raaz kee baat hai.

Re: Timepass-Jan 2013

Bilkul nahin. :no:

Re: Timepass-Jan 2013

ye raaz akhir kab tak raaz rahe ga :hmmm: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

:hmmm: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

kya soch rhe ho ki Punjabi kuri hi JP hai…:slight_smile:

Re: Timepass-Jan 2013

wo tu muje pehle hi pata hay k PK is JP hay liken JP se bannta kaya hay :hmmm:

Re: Timepass-Jan 2013

shayad se J(P)unjabi P(k)uri.....

Re: Timepass-Jan 2013

mujhe au jaga bhi round lagana paRta hai :@:

Re: Timepass-Jan 2013

hmmm :hmmm: bananay ko tu bohat kuch banaya ja sakta hay :@: . . .