Re: Timepass-Jan 2013
lagta hay lougo ka specially MODS ka TP se dil bar gaya hay
. . .
Re: Timepass-Jan 2013
lagta hay lougo ka specially MODS ka TP se dil bar gaya hay
. . .
Re: Timepass-Jan 2013
bhaiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa ![]()
hruuuuuuuuuuu ??
hanji bhaiya mein bhi yehi soch raha tha sab kahan ghayab hein ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
kaise mizaaj haiN GappiyoN aur GappanoN ke? ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
Dedicated to TP :@:
**Nishanyan Apney Ghar Ki Kia Bataoun Tujhey
Jahan Weeranyan Daikho Chaley Aana
[QUOTE]
**
نشانیاں اپنے گھر کی کیا بتاؤں تجھے
جہاں ویرانیاں دیکھو چلے آنا
[/QUOTE]
Re: Timepass-Jan 2013
![]()
alll
Re: Timepass-Jan 2013
tp ka ye haal nai hua abhi ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
jite rahien khush rahien
mai theak ALLAH ka sukar hay
aap kese hain ar aap ki terf sardi ka ar gass ka kaya haal hay ![]()
lagta hay sab ka abi tak happy new year show khatam nai howa ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
jite rahien khush rahien
Alhamdulillah mai theak
aap kese hain
ar rai baat baqiyo ki tu koi aiye ga tu apna haal bataye ga na ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
jiti raho khush raho
how are you . . .
![]()
Re: Timepass-Jan 2013
Last Page daikh lo kuch aisa hi haal hay
. ..
u ate sath hi mujh se larhna kyo start kar daiti ho ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
i want coffee
mera sar
. . .
Re: Timepass-Jan 2013
koi hay ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
Aap Shehr Sey Ain Ya Pind Sey
Hamain Hamdardi Hy Apki Tind Sey
Re: Timepass-Jan 2013
kesy hain sb
Re: Timepass-Jan 2013
to all
Re: Timepass-Jan 2013
jite rahien khush rahien
main theak ALLAH ka sukar hay
aap kese hain
Re: Timepass-Jan 2013
jite rahien khush rahien muqa bhai
How are YOU ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
Mein khush hun Allah ka shuker .. is that ur baby in av
Re: Timepass-Jan 2013
Mein khush hun Allah ka shuker .. is that ur baby in av
ji its my son M. Ateeb Imran :-)
Re: Timepass-Jan 2013
ji its my son M. Ateeb Imran :-)
MashAllah cute achievment ...Allah apki khushion mein barkat de..ameen