Timepass-Jan 2013

Re: Timepass-Jan 2013

nai aunty ji ko b nai bulana :@: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

Fb msg mai poocha thaaaa…later khud pata chal gaya :snooty:

Re: Timepass-Jan 2013

aray to wohi to keh raha hoon… me to unki baat kerta hoon jinho ne Lion King nahi dekhi :cb:

hahahahahahahaha :omg: :rotfl: tab ke jawan ab ke Uncle ban gaye honge naa :rotfl:

Re: Timepass-Jan 2013

daikha ne muje pir ignore kiya :teary1:

bas awien e

Re: Timepass-Jan 2013

ohhhh :cb:

phir kasai ko bulwa dete hein wo baat ko 2 hisson me taqseem ker dega :d adha LP ka adha mera :omg:

Re: Timepass-Jan 2013

Kaunsa ignoreee :emmy: drama queen tou aapko honaaa chahiyeee

Re: Timepass-Jan 2013

un dino mai phone se online tha ar hospital mai tha is laiye miss ho gaya warna mai PM ka jawab zaroor karta hon :sid:

Re: Timepass-Jan 2013

ooppss :hehe:

Re: Timepass-Jan 2013

kai wo muje ar LP ko hi 2-2 hisoon mai taqseem na kar de :@: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

Kya taqseem krna hai ? :konfused:

Re: Timepass-Jan 2013

u muje bata hi nai chahti k u ne kaya kaha tha ye ignoreeee hi tu hay na :crying:
mai drama queen ho hi nai sakta :crying:

Re: Timepass-Jan 2013

Bahanayyyyyyy :nahi:

Re: Timepass-Jan 2013

muqa bhai kider chale ge :@: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

Mai baat duhrati nahi :snooty:

Re: Timepass-Jan 2013

hehehehehehehe :d ab baat samajh me aai ?? ya agli bhi gai ?? :rotfl:

ohhhh GOD :omg: aapko to me kuch nai hone deta me… per LP ke haathon kasai ki khair nahi :omg: usi tokay se LP Pehalwan ne us kasai ki tind ker deni hai :omg: :rotfl:

Re: Timepass-Jan 2013

its not bahana 22, 23, and 24 meri hospital mai jaag kar hi guzri thi . . .

Re: Timepass-Jan 2013

Big Boss is watching :hehe:

Re: Timepass-Jan 2013

dubara type tu kar sakti ho na :@: :crying:

Re: Timepass-Jan 2013

wohi baat ko… ke aapne mujhe kab, kahan aur kese poocha and kyun poocha :omg: :rotfl:

Re: Timepass-Jan 2013

Kya pehchana lp ko :lifey: