Re: Timepass-Jan 2013
HM ne kab bataya ar kese bataya
and most importantly u ko hi kyo bataya ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
HM ne kab bataya ar kese bataya
and most importantly u ko hi kyo bataya ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
![]()
![]()
u r welcoem bhaiya :d
heeeeeee heeeeeeee heeeeeeeeeeee ![]()
![]()
Re: Timepass-Jan 2013
Churan tayyar rakain phir…pait mai dard hogi ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
Aap sub hans rahay hain ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
hahahahahahahahaha :d haye ni MAA sadke jaye.. aur peyo kittay das na jaye ![]()
bhaiya hanji inse pochein kab btaya mene
and kahan btaya ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
kyonki maine poocha tha ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
kaya pata kai khamoshi se koi chori kar raha hon ird gird main
ya koi khamoshi se kesi ka qatal kar raha ho
ab zaroori tu nai k choor macha kar hi ghar lota jaiye ya qatal kiya jaiye
akhir ye karachi hay waha kuch b kesi b time pe ho sakta hay
Re: Timepass-Jan 2013
kaya wo b karachi k rehne wale hain
. . .
Re: Timepass-Jan 2013
punjabi ka tarjumaaa kijiyeee
Re: Timepass-Jan 2013
same qs nai kaha..such qs kaha hai
Re: Timepass-Jan 2013
ab Khamosh tamashe Karachi se ziada Islamabad main hote hain.. wahan ki fiza main sazish rachi hui hai ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
![]()
koi dar nai ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
poch tu raha hon ar kese pochon
. . .
Re: Timepass-Jan 2013
![]()
Re: Timepass-Jan 2013
awwwwwwwwwww hahahahahahhahahahahaa :d
bhaiya ji ye kyun likha aaraha hai ?? ![]()
ye Azkar Bhaiya ne kiya hai kya ?? ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
aur lahore k fiza mai kya hai ?
Re: Timepass-Jan 2013
u ne kyo pocha, kese pocha, kab pocha, kaha pocha, kis k samne pocha
Re: Timepass-Jan 2013
Lassi ki khushboo ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
hamre sawal - jawab tu karachi se hi related ho rahe hain na is laiye such and same are same ![]()
Re: Timepass-Jan 2013
ji ye unhi ki shararat hai.. waise kia matlab hai Hakuna Matata ka