Timepass-Jan 2013

Re: Timepass-Jan 2013

are yaar main pakistani hota to zaroor chalta…:slight_smile:

Re: Timepass-Jan 2013

acha esi laiye bhabi ne aap ko waha se chalta kiya :@: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

filhaal tu aap bhool jain is terha k trip ko dostoon k sath jane k bare :@: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

ji......:D

Re: Timepass-Jan 2013

Awwww bhaiya to zara wait ker lete hein :@: I mean february tak ?? :phati:

Bhaiya me from Sahiwal… former name Montgomery :@:
ahan nice to know bhaiya :phati:


Restored attachments:

Re: Timepass-Jan 2013

Bhaiya u know mera is saal India aane ka bhi plan hai :d

agar visa time duration zada hua to zarur mulaaqaat kareinge :@:

Re: Timepass-Jan 2013

Bade achhe sujhao aur mashwarat hain apke paas shadi shuda logon ke liye

Re: Timepass-Jan 2013

koi bahana kar k chalain jain aap :@: . . .

Re: Timepass-Jan 2013

Inshallah zaroor...

ab to 14 cities ke liye visa mil raha haina

Re: Timepass-Jan 2013

ab shadi ho gai hay ar oper se new mehman b agaya hay tu itni jaldi itne lambe safr k laiye nikalna zara mushkil hi hay


Restored attachments:

dancing_070.gif

Re: Timepass-Jan 2013

bas 1 saal + ka mera b experience ho gaya hay na . . ..

Re: Timepass-Jan 2013

ab me ka chutti time ho gaya hay
in-sha-ALLAH pir mulaqaat ho gi
till than
do take care alot
b happy n keep smiling always
ALLAH Hafiz
FiAmaan ALLAH
Rab rakha :-)

Re: Timepass-Jan 2013

hanji bhaiya 14 k liye but wahan pe likhwana parta hai k aapne kis kis city me jana hai :@:
and mene 5 to must decide kiyeey huye hein :d
Delhi Mumbai Goa bhopal and shimla :yahoo:

ji ji bhaiya mein samajh sakta hoon… ALLAH aapko hamesha khush rakhe (Aameen) :@:

Re: Timepass-Jan 2013

Ohkk bhaiya ji … apna khayal rakhiyeey ga…

Take Care of urs and family :@:

Aww thank you.. may u also smiles and have a pleasant life ahead :@:

ALLAH HAFIZ :phati:

Re: Timepass-Jan 2013

:salam: everyone

Re: Timepass-Jan 2013

Abhi tuk 500 nahin howey, susat log. :nahi:

Re: Timepass-Jan 2013

:wsalam: bhaiyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa :yahoo:

hru ?? :@:

hahahahahahahaha :d

Salaam Uncle Ji :@: kese hein aap :d

Re: Timepass-Jan 2013

I’m fine hakuna. How are you?

Re: Timepass-Jan 2013

:wsalam:…bro
Kaisy hyn Aap…?

:salam: 2 every 1

Re: Timepass-Jan 2013

:wsalam: bhaiya ji kese hein aap ?? :@: