Timepass-Jan 2013

Re: Timepass-Jan 2013

:chai: . . . karachi mai aaj barish ho rai hay liken khoon ki :bummer:

Re: Timepass-Jan 2013

:slight_smile:
ma-sha-ALLAH :slight_smile:

Re: Timepass-Jan 2013

Ye to yahan ka Ma`mool ban gaya hy…:frowning:

Re: Timepass-Jan 2013

aaj is laiye zaida coz MQM ka banda jo mara gaya hay . . .

Re: Timepass-Jan 2013

aaj din main barish wid taiz hawa and i was talking in the rain and ate 2 plat of samosa chaat :yummy:

Re: Timepass-Jan 2013

Bichare Ghareeb Awam hi parayshaan hoti hy.........INka to kuch nhi jata... Waisy in mein Uper jany ki baari usi ki aati hy jo kaam ka nhi rehta…

Re: Timepass-Jan 2013

Aalo Bharay Parathy Pakwaty…

Re: Timepass-Jan 2013

:salam: everyone

Re: Timepass-Jan 2013

khud hi maro, khud hi hangamay karoo ar pir khud hi masoom b ban jaoo ye hay MQM ki siyasat . . .

Re: Timepass-Jan 2013

:wsalam:

Lale ki haal hai???

Re: Timepass-Jan 2013

:wsalam: bro

Kia haal hy…
Khairyat sy Ghar Ponhach ga`ay thy…?

Re: Timepass-Jan 2013

aram se bolian ehsan uncle ne sun liya tu . . .

Re: Timepass-Jan 2013

:wsalam: Kaisy hain Aap?

Re: Timepass-Jan 2013

:wsalam: jite rahien khush rahien
aap ki terf halat kese hain . . .

Re: Timepass-Jan 2013

:salam: Jigar

Re: Timepass-Jan 2013

theek hain. ammi se bachan ke qisse sun rahe hain

Re: Timepass-Jan 2013

aaj kal kaha hote hain aap :hmmm:

Re: Timepass-Jan 2013

:fatee: Tu?

Re: Timepass-Jan 2013

traffic kam kam hai. sannata sa hai

Re: Timepass-Jan 2013

theek thaak baby