Timepass-Jan 2013

Re: Timepass-Jan 2013

Sardari Begum

Re: Timepass-Jan 2013

kya soching :faizy:

:wsalam: E10… Jee… kaisy hain aap?

Re: Timepass-Jan 2013

:hmmm:

Naam hi pehli dafa suna hy…

Re: Timepass-Jan 2013

art movie hai na

Re: Timepass-Jan 2013

:alhamd:

Aap suan`ayn…Kia ho raha hy…?

Re: Timepass-Jan 2013

ye to hy...........

Re: Timepass-Jan 2013

soch raha tha ke achanak ye Hamd kiyun yaad aa gai

Re: Timepass-Jan 2013

choohon ki race and hathiyon ki jung :frowning:

Re: Timepass-Jan 2013

Achanak post kardi.. warna ue main bohat parhti hoon

Re: Timepass-Jan 2013

Aap ny Race mein hissa liya....... ya phr Jung mein?

Re: Timepass-Jan 2013

ye dono cheezain mery pait mein ho rahi hain.. inshort pukh lagi e tabayi di

Re: Timepass-Jan 2013

pukh..............?
Aaj kuch pakaya nhi..........?
Ya Apnay haath ka Paka howa pasand nhi.......Itntizaar mein hyn k koi or Paka k paish karay........LP ki Terhan

Re: Timepass-Jan 2013

main nahi pkati aj kal
order karti hoon.. a gya khana
pratha qeemy wala :yummy:

Re: Timepass-Jan 2013

Double sawari per pabandi.. kal phir haRtal hai :smack:

Re: Timepass-Jan 2013

Main abhi Biryani Kha kr aa`ya hon…Pait bhara howa hy

Re: Timepass-Jan 2013

Afsos…Sad Afsos

Kal ki heRtal kaamyaab hogi?

Re: Timepass-Jan 2013

pata nahin.. abhi to Balochistan main Governor Raj / Emergency ka bhi faisla ho gaya hai..

ek news Soldier bazar main dhamake ki bhi aa rahi hai.. MQM ne kal haRtal ki himayat ka ilan kar dia hai.. gai bhens pani main

Re: Timepass-Jan 2013

Feeling sholly for khi k baasi.. hm ap k gum main barabar sharek hyn :frowning:

:yummy: main b roz khati hun bus aj chuti ki :stuck_out_tongue:

Re: Timepass-Jan 2013

agar bhai logon ny himayat krdi hy to............Chutti paki hy

Re: Timepass-Jan 2013

aaj kis khushi mein chutti ki…?