bas sar mai dard tha tu 7:30 pe so gaya
pir 9:30 k baad utha
ami, abu se phone pe baat ki
namaz parhi
bahir gaya garhi ko pankchar lagwaya
pir dosat k sath tehzeeeb baker chala gaya waha ham ne mini pizza khaya ar mai ne coffe pi pir 12 baje tak wapis aya
GS per aya koi b nai tha wrestling daikhi abi pir GS per a agay
