Timepass-Jan 2013

Re: Timepass-Jan 2013

Ye lyn details…

Na Wajood Apna, Na Rooh Apni Bas Ik Tamasha Yeh Zeest Thehri Na Dil Lagi Mein Sakoon Paya Na Aashqi Mein Qarar Paya Na Wasl Lamhay Hi Raas Aa`ay Na Firaaq Hi Gham Guzaar Pa`ay Ajab Yeh Chahat K Marhalay Hyn Na Jeet Pa`ay Na Haar Pa`ay Na Hi Yaadon Ki Dhund Utri Na Dil K Daaman Ko Jhaar Pa`ay Na Aankhyn Khawabon Ko Dhoond Pa`ayn, Na Khawab Aankhon Ko Dhoond Pa`ay'"....