Timepass-Jan 2013

Re: Timepass-Jan 2013

ap kaisy hain.. aur ap k baal bachy sub theek hai na… job kaisi ja rahi hai.. boss tung to nahi karta na zyada… ager ap kahain to uska matter fix kar dain.. aur kya chal raha hai aj kal.. suna hai bohat multi ghoom rahy hain.. bach k rahiye ga