Re: Timepass-Jan 2013
jab aap ko ye hi nai pata k islamabad ki apni abadi hay k nai tu aap aisi statement hi kyo daite hain ![]()
kaya aap ne kabi islamabad mai koi eid manai hay??
if no then aap kese keh sakte hain k eid wale din masajid khali ho jati hain ![]()
kabi aiye ga CDA mai ar check kar lain k is ki abadi kese ho sakti hay ![]()