mai usually zyadah baat nai krti :no:
Rarely zyadah baat krti hoon…aur isi tarah kabhi kabhi extra khamosh ho jati hoon
Thora kaam krti hoon mai 
Sirf cooking se jaan nikalti hai 
Once my bro asked me…cooking kyon nai pasand…
I replied…
Imagine wasting 2 hrs to make something which will be in the drain in the next 2 hrs
